Monday 20 August 2012

Sewa Simran Ka Gurmat Mein Kya Sthan hai?


Sewa Simran Ka Gurmat Mein Kya Sthan hai?
Sewa or Simran Sikh Dharam ke Mool Sidhant hai! Simran Dwara Hardeye ke Bartan Mein Sangrit Kiye Prabhu Guno ki, Guru ke Hukam mein Rahakar Shub Karmo Dwara Jaruratmand or Dukhi ke Bhale ke liye Karya Karna hi Asli Sewa hai!
Nirankar ke Sargun Svaroop ki Bhakti ka naam Sewa hai or
Simran Uske Nirgun Swaroop ki upasana hai!
"Vich Duniya Sev Kamaiye!! Tan Dargeh Besan Paaiye!!(Guru Granth Sahib ang.26)
"Har-Har Simroh Agam Apara!! Jis Simrat Dukh Mitte Hamara!!(G.G.S. ang.698)

Sewa Simran Ka Gurmat Mein Kya Sthan hai?


Sewa Simran Ka Gurmat Mein Kya Sthan hai?
Sewa or Simran Sikh Dharam ke Mool Sidhant hai! Simran Dwara Hardeye ke Bartan Mein Sangrit Kiye Prabhu Guno ki, Guru ke Hukam mein Rahakar Shub Karmo Dwara Jaruratmand or Dukhi ke Bhale ke liye Karya Karna hi Asli Sewa hai!
Nirankar ke Sargun Svaroop ki Bhakti ka naam Sewa hai or
Simran Uske Nirgun Swaroop ki upasana hai!
"Vich Duniya Sev Kamaiye!! Tan Dargeh Besan Paaiye!!(Guru Granth Sahib ang.26)
"Har-Har Simroh Agam Apara!! Jis Simrat Dukh Mitte Hamara!!(G.G.S. ang.698)

Gurmat mein Chaar Pramukh Kon Kon si Bad Hebit hai


Gurmat mein Chaar Pramukh  Kon Kon si Bad Hebit hai
Kesh ko Katana - Komi Pehachan ko Mitane Ka Doshi Banta hai!
Tambaku ka Istemaal Karne Vaala - Jagat Juth Khane Ka Doshi or Apne Tan-man ka Naash Karke AatamGhati Hota hai!
Kutha, Halal Khana - Gulami Savikar karne ke Saman hai!
Parai Aurat / Purash Ka Sang Karna - Netik  Jivan Ki Barbadi ki aur Kadam hai!

Shri Guru Granth Sahib Ji Ki Sampadana Kiss Guru Saheban ne Kab aur Kahan ki thi? Unke Pahle Granthi Kon the? aur Pahala Prakash Kahan aur Kab Hua?


Shri Guru Granth Sahib Ji Ki Sampadana Kiss Guru Saheban ne Kab aur Kahan ki thi?
Unke Pahle Granthi Kon the? aur Pahala Prakash Kahan aur Kab Hua?
Shri Guru Granth Sahib Ji ki Sampadana Pancham Patshaah Shri Guru Arjun Devji ne Raam Sar (Amritsar ke Sthan par 1604 isavi. ko Sampurn ki thi aur Unke Phale Granthi Baba Budda Ji ko Niyukat kiya Geya Aur Uska Pahala Prakash 1604 isavi mein hi Shri Harminder Sahib Shri AmritSar mein Hua)

Shri Guru Granth Sahib Ji Ka Sikh Jagat Mein Sthan


Shri Guru Granth Sahib Ji Ka Sikh Jagat Mein Sthan 
Shri Guru Granth Sahib Ji Ko Sikh Sangat mein Guru Ka Sanmaan Prapt hai ! Jo Kisi Bhi aur Dharmik Granth ko Pure Vishav mein Prapt Nahi hai!

Sikh Itehaas mein Chhaju Jhivar Kon Tha?


Sikh Itehaas mein Chhaju Jhivar Kon Tha?
Guru Harkrishan Sahib ji ne Chhaju Jhivar ( Jo Garib, Anpad or Gunga Tha) ke Sar Par Jab Chhadi Chuai toh Gunge or Anpad ke Dimag ke Pat Khul Gaye Or Veh Bolne Laga or Usne Aasani se Geeta ke Arth Sunakar Sabko Chakit Kar Diya!
     Guru ji ne Phir Chhaju Jhivar ko Sikh Saja Kar Jagan-nath Puri ki Taraf Prachar ke Liye Bhej Diya! 1699 Ki Vaisakhi Ko Jab Guru Gobind Singh Ne Sees ki Maang Ki thi toh Issi chhaju Jhivar Ke Putra Bhai Himmat Singh Ne Apna sees Guruji ko Bhent kiya or Paanch Piyaro Mein Shaamil Hokar Amartatav Prapt Kiya!

Guru Harkrishan Sahib ji ke time Failee Gambir Bimari


Guru Harkrishan Sahib ji ke time Failee Gambir Bimari
Guru Harkrishan sahib ji ke time delhi mein Chechak (Sheetala) Ki Bimari, Mahamari ke Rup mein Felly thi! Guruji ne Vahan Delhi mein ek Paani ki Chubcha Teyar Karvaya (Jahan Aaj Gurdwara Bangla Sahib Sobemaan hai) Aur Usse Apne Charno ki Chhoh  (Sparsh) Dekar Charnamirt ka Roop Diya THa, Jisse Logon Ke Dukh Door Kiye!

Shastra or Ashtra mein Differance Guru Saheban ne Kon Kon Se Astra Shastra Dharan Kiye


Shastra or Ashtra mein Differance Guru Saheban ne Kon Kon Se Astra Shastra Dharan Kiye
Shastra - Jo Hathiyar Chalane ke Samay Haath Se Na Chhoda Jaye Jaise Bhala Talvaar etc.
astra- Jo Hathiyar chalane ke Samay Hath Se Chhoda Jaye jaise Bhala Teer, Chkra etc. Guruon ne Yudh ke Samay Sabhi Tarah ke Astra Shastre Dharan kiye Jaise - Talvar, Kirpan, Teer, Kaman, Bhala, Barchi, Chakra etc.

Sikh Dharam mein 1699 ki Vaisakhi ki Yaad:


Sikh Dharam mein 1699 ki Vaisakhi ki Yaad:


1699 ki Vaisakhi wale Din Shri Guru Gobind Singh Ji ne Punjab ke Aanadpur Sahib Mein Paanch Piyare Saaj Kar Khalsa Panth Ki isthapana ki!

Sikh Dharam mein Pahala Shahid :


Sikh Dharam mein Pahala Shahid :


Sikh Itehaas ke Sarvpratham Shahid Shri Guru Arjun Dev Ji the, Jinko Badshah jahangir ke Hukam se Tatti Tavi par Baithakar nd Unn Par Garam Garam Reta Dalkar Shahid Kiya Tha.

Shri Guru Granth Sahib ki Sampuranta:






Shri Guru Granth Sahib ki Sampuranta:
Shri Guru Granth Sahib ki Sampuranta Shri Guru Gobind Singh Ji ne 1706 esavi mein Sabo ki TAlvandi Damdama Sahib mein ki Usme Tegh Bahadur ke 116 Shabad Shalok Darj kiye Gaye Or ek Raag (Jejavanti) ki Badhotari ki Gayi.

Wednesday 8 August 2012

Shaheed Giani Sant Jarnail Singh Ji Khalsa Bhindrawale

Shaheed Giani Sant Jarnail Singh Ji Khalsa Bhindrawale



sant Jarnail singh ji khalsa bhindrawale

Teri Takni vich Gajab di shakti hai
Tere Bolan Vich Kaharan Da Dam
Tahiyon Kiha hai Shan e Khuda tenu
Tan hi Tun Nojavana de Dilan Di Dhadkan...

Sant Jarnail Singh Ji Khalsa Bhindrawal - I will Be Back


Shaheedi Kaafala


Sant Jarnail singh ji with Guru Granth Sahib Ji




 Sant Jarnail singh ji - Sharerak mot nu mein mot nahi Samjda
Jameer da mar jana yakinan moat hai...

 Sant Jarnail singh ji with sikh Sangat

 Sant Jarnail singh ji Assi Jujh ke Payian Shahidiyan
Agge Jalma de nahi Hathyar Sutte
 Lahu naal hai Darti nun Seej Ditta 
Assan Saah vi ajadi lai vaar Sutte...

Wednesday 1 August 2012

Tees Hazaari is the place where Baba Baghel Singh took shelter with his 30,000 forces before attacking Delhi


Tees Hazaari is the place where Baba Baghel Singh took shelter with his 30,000 forces before attacking Delhi

Baba Baghel Singh (1730 - 1802) was born in village Jhabal, District Amritsar. From humble beginnings he arose to become a formidable force in the area between River Sutlej and River Yamuna. He aligned himself with Karor Singhia misl led by Sardar Karora Singh. After the early demise of Karora Singh, Baba Baghel Singh succeeded as a leader of Karora Singhia misl in 1765. As well as being a good soldier, Baba Baghel Singh was a very good political negotiator and was able to win over many an adversary to his side. The Mughals, the Ruhilas, the Marathas and British sought his friendship.

Then Baba Baghel Singh turned his attention towards the cis-Yamuna territories. Soon the Sikhs were invading territories in Delhi and beyond, including Meerut, Awadh, collecting tribute from the Nawabs of each area. He is celebrated in Sikh history as the vanquisher of Mughal Delhi. On the 11th of March 1783, the Sikhs entered the Red Fort in Delhi and occupied the Diwan-i-Am (Hall of Public Audience).

It is also commonly believed that Baba Baghel Singh with his army had camped in the jungles surrounding Delhi from which they were planning to secretly launch their attack. The place where the camp was established later came to be known as "Tees Hazaari". This is where the present day Delhi High Court is located.

Another story goes that the Mughal Emperor when he came to know that Sikhs were planning to attack Delhi, as sufficient quantity of food and other essential commodities were stocked in the fort he ordered that all gates of the fort be closed so that the Sikhs camping in the jungles would soon run out of rations and go back. Some of the Sikhs accidentally came across a mason from the neighbourly village who informed them that a particular place the wall of the fort had caved in from inside though the exterior was intact. He also agreed to lead the Sikh and show them this spot. The Sikhs planned to ram the wall with logs to make a hole in the wall to enter the fort through. This place is now called "Mori Gate" and this where the Inter State Bus Terminus (ISBT) in present Delhi is located.

Baba Baghel Singh had set up an octroi-post near Sabzi Mandi to collect the tax on the goods imported into the city to finance the search and the construction of the Sikh Temples. He did not want to use the cash received from the Government Treasury for this purpose, and most of that was handed out to the needy and poor. He often distributed sweetmeats, bought out of this Government gift, to the congregationalists at the place which, now, is know as the Pul Mithai.